Friday, October 17, 2008

Kash Kah Mujhay Duniya Mein..

Kash kah mujhay Duniya mein beja na gaya hota Meri roh ko jisam may piroya na gaya hotaKaya rah jati koie kami meray na aanay sayJo mein na hota tu Duniya ka kuch bigar gaya hotaGhar yahi thi meri qismat tu meray khudakah bicharnay ka liya who mujhay mil gaya na hotaTu nay mujhay diya who sab jo mein nay chahaLiekin phir mujhay chor kar kash who gaya na hotaMujhay yaqeen hay mil jati who mujhay zaror Gar sach much who mujhay chah gaya hotaRahta na zazrorat mujhay phir kisi shay kiUsay jo paliya hota tu sab kuch acha na hogaya hotaMagar phir rah hi kiya jati zarorat us kiJo tu na hoti tu har insan mayoos hi gaya hotaMujhay tera hi shara hay, umeed hay, aur fakhir hay meray molaJo tu na hota meray sath tu ... mein zaror bikhar gaya hota

No comments: